scene of today
this is one of the gratest ep ever the wahy dv says the dialoges amazing
of course the scene between dva-amoli wooww amazing ep kya dialoges and expresions hain đ
dialoge of today
amoli kya tum sach much yeh samjhti ho yeh khilone tumhe mujh se alag kar sakte hain me ne itne dinon bad tumhe paya hai tum mere liye lot kar ayi ho meri banane ke liye ayi ho amoli tumhare jane ke bad jis dil ne dharakna band kar diya tha woh mera dil aj pher dharak urta hai amoli tumhe pa kar me ne dunya ki har khushi pa li hai
aj me ne khid tumhara hat tama hai our me sare am yeh kehna chahta hoon ke hann amoli metum sa bohat pyar karta hoon tumhe pana chahta hoon tumhara ban kar jeena chahta hoon
đđđđđ
played 4 may