star plus timing

farhana093 thumbnail
Posted: 13 years ago
#1
star plus ki drama timing bilkul achi nahi ha 😡 yeh bhi koi baat ha na behain ha star pariwar title track main na bebo na daksh na nainaor na hi maryada wale jab in dramay walo ko awards main shamil nahi karna tha toh in dramo ko star plus per laganay ki kiya zaroorat thi😲 kuch samjh main nahi aa raha yeh ho kiya raha ha😕