these days the storyline of PR has struck in the chronicles of Narnia or in the Hogwarts,
i haven't understand anything, W*H is going in PR.
why ekta is not making any attempt to improve the condition of this serial,đł
seriously thanks to kool di who has always entertain me with her incredible commentary,đđ
otherwise becoz of this serial & its dangerous story
will definitely leads mr shayar into the coma state,đ¤Ł
& his shayari will definitely goes into the inverted coma "state"đ¤Ł
main shayar badnaam,
is serial kar diya apne viewers ka jeena haraam,
archana ki khamoshi dekhne se kya kabhi is dil ko aaram milega,
dard bhari vandu ki aankhein dekhar mujhko sirf dard milega,
varshu ko apni achhie samajhne mein manav ho gaya nakaam
main shayar badnaam
pata nahin kitne saare rishtoon ko aur bikharna tha,
manju aur rasika ki harkate dekhar humein aur kitna sharminda hona tha,
yeh sab dekh kar viewers ko apni footi kismat par rona tha
ekta ko hum tadapane ke alwaa nahin hain koi aur kaam
main shayar badnaam
satish ke zazbaato ko varsha kyun nahin payi pehchaan
jaywant kab tak karega archana ko yu hi pareshaan,
vandu ki wajah se ban gaya ajit ek achha insaan
dharmesh kab dega madhuri ke bete varun ko apna naam
main shayar badnaam
savita kyun ho gayi aajkal itni nadaan,
shravani kyun ho gayi apne bete sachin ki zaroorato se anjaan
apna to inka har rishta bhi lagne laga hain beimaan
damodar ko in sab kya faraq padhta
woh hosh mein na rahe isliye peete hain kiee jaam
main shayar badnaam
phir se archana kyun ro rahi hain,itne aaso uske dekhne ke baad
aur kya hain dekhna baaki,
vandu ke liye is dil mein kuch khwashien hain baaki,
shayad in sab ke beech mein padhkar ho gaya hoon main apni zindagi mein nakaam
main shayar badnaam
in the end i will tell u all one thing,i.e
i m not angry on the script of PR,
but i m surprised how can this script still hold its audienceđ
ur comments,reviews & suggestions are totally welcome on this post,