Part 6
Sid: Mom yeh kya le ke bait gaye hai aap .................
Sid's Mom: 2 saal hone ko aye hai aur tum aaj bhi yahi keh rahe ho ......... uss ladki ko milo toh .........Kuch bhi kaho tum yeh rista bahoot achaa hai .............usne tumhare aur Shilpa ke riste ko lekar bhi koi sawal nahi uthaye hai ......... Mein aaj tak samaj nahi payi hoon .........Shilpa aur tum ab 1 saal se ek saath rah rahe hoo ........... log kya sochenge...........
Sid: Logo jo sochna hai sochne do ...........Shilpa ko mein akela nahi chod sakta........
Sid's Mom: Aur shilpa kya woh tumhe akela chodegi ........ aaj woh kisi ka saath chahati hai phir bhi ...... uske baare mein socho .......Pehle mujhe bhi tum dono ka saath rahena khatka tha...........Lekin laga ki shayad aap dono apni zindagi aage badana chahete ho isliye chup bait gayi ...........Mujhe Shilpa pasand thi chahe woh uss (anger brewing in her voice)
Sid: Mom bas .........Riddhima ko beech mein laane ki koi zaroorat nahi .............. uska and mere rishta khatam hai ...........aur agar aap bol rahe ho toh Shilpa mere saath is liye hai kyu ki woh meri achi dost hai...........
Sid's Mom: Kyu jhoot bol rahe hoo...........kya mein nahi janti .....ki aaj bhi Riddhima ki khushi tumhe kitni pyaari hai ........... aur Riddhima se joode har cheez ko tum ki bhi keemat par sambhaloge..........Shilpa se tumhara lagav do tarfa hai .......... ek dost ke naate aur kyuki woh uski behen hai .........Mein sirf yeh keh rahi hoon ki tum apne baare mein bhi soocho ...........
Shilpa walks in Aunty sahi keh rahi hai .......... Mein aage baad gayi hoon lekin tum aaj bhi ussi mod pe khade hooo........
Sid's Mom: Mere shaadi karne se ya na karne se tumhari relationship kaise affect ho sakti hai .........mein tumhe pehle hi keh chukka hoon you can go ahead...........
Shilpa: Dekho mein yeh nahi keh rahi ki tum mere khatir shaadi karo lekin zindagi mein koi aapna hona chahiye ............... jiska haath pakad kar tum is zindagi ka safar kar sako .........
Sid: Kyu .....shaadi hi ek solution hai ..........
Sid's Mom: Isse baat karne ka koi fayada nahi ............ and turns to walk away........... At the door she stops and calls out to Shilpa. 'Hum kaal Vishal ke ghar jaane wale hai 6 baaje .......... tum uske pehle Sid ko leke hamare ghar aa jana .........aur haan .........shaadi ke pehle tum hamare ghar shift ho javo .if not hum yaha kuch din rahene aa jayenge .......tayari karte waqt assani rahegi
Shilpa nods and turns towards Sid Sid knew what was coming his way,
Shilpa: Mein yeh nahi keh rahi kit um Riddhima ko bhool javo ............usse bhoolana muskhil hai mein jaanti hoon .............par jo un dono ne kiya hamare saath uske wajay se tum aaj kyu dar rahe hoo ....kyu lagta hai ki koi aur tumhare saath wohi karage...........
Sid: Mein dar nahi raha hoon .........You know what every person has an aim in life for me it was Riddhima's happiness............aaj woh khush hai ............uske saath ............ aur mein khush hoon ki woh khush hai ............
Shilpa: Kya tum nahi dekhna chahoge ki woh khush hai ya nahi ............
Sid: Nahi ........kyu ki mein jaanta hoon ki woh usse bohoot pyar karti thi aur ab uske saath hai toh phir khush kyu nahi hogi ............mein usse milke aur ek dohrahe pe nahi khada karna chahata............
Shilpa: par tum ussi mod pe khade ho jaha aur rahena chahate hoo.............
Sid: Nahi Shilpa ............aaj mere priorities different hai .......... mera kaam, tum ho, mom dad sue aur yuvi hai ........... Riddhima bhi rahegi .......lekin aur koi shayaad............. dekh mein yeh nahi kehta ki mein kabhi kisi mein interested nahi hoonga lekin mein khud ko force nahi karna chahata and nahi kar sakta hoon.....................trust me ............I have moved on ........in terms of I don't live in the past ........she has moved on ............ i have moved on with my work career etc being my priorities.............
Shilpa: Nice ........keep repeating it to yourself .....and maybe you will believe it but we are not stupid to do so ..........Anyways kal tayaar rahena...........jaana hai .........
Sid Trying to lighten the atmosphere: Hello shaadi tumhari hai meri mein aur ladki tum ho mein nahi so i should be saying this to you ..............
Shilpa: whatever ................
Shilpa knew somewhere deep down that Sid had moved on .........in terms other things had started occupying his mind but she always was worried that he would not be able to accept anyone else in his life and that is a dreadful thing cause she knew what it means to lead a solitary life. She had experienced it. Somewhere deep down she felt guilty cause her own sister was responsible for it and also the person she once loved.
Shilpa went to the bedroom to change and Sid was left alone to ponder.
Suddenly, Shilpa remembered its dinner time. She called out to Sid to check if he had eaten. Though he had not eaten he answered affirmatively. He was anywhich ways in no mood to eat after the dreaded confrontation.
Suddenly the car took a sharp turn and Sid was woken up from his sleep.
Link to the next part
59