maan singh khurana apni ego ke aage duniya me kuch nahi samajhta ye to ab sabit ho gaya.Insaniyat vi vool gaya....jab aapka man kiya kisi se pyaar kar liye jab chaha us pyaar ko beech raste me chor ke chal diye. All time sirf maan ka ego hi dithta hai,apne aage usko kuch aur nahi dikhta.
ek mauka to geet ko dete,jab wo ghar me office me piche-piche apna sach bolne aati hai to ek mauka dena chahiye.ek katil kovi fansi se pahle apni baat kahne ka mauka milta hai.
geet ki takdeer to dekho,dono khurana hi mila.dev no1 dhokebaaz,dilfenk-to no2 maan jisko pagloon jaisa gussa hi hai aur apna big ego,dil to hai hi nahi.
hum to samjhte the maan kamse kam apni wadon ko nivayega!!! par nahi wo to ye vi vool gaya(apni ego ke chalte) ki maan ne kitni big-big wada kiya geet se,zindzgi var ki baat karke ho gaye sara pyaar? utar gaya na nasha ek sach ke samne aate hi? pyaar kahna aasan par pyaar karke nivana MSK ki bas ki baat nahi.pyaar me ego ko nikaalfenkna parta hai,wo to MSK se kavi nahi hoga.to fir ye chahat ka natak kyun ??????????????
apni aeet(samira) ka badla lene ke liy maan ne naatak to nahi kiya geet ke sath ?? coz geet vi ek aurat hai aur maan aurat se naftar karta hai!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!11