Posted:
nupur ne ek baar kaha khi mayank ghajini ki tarah dikh raha hain par aaj kal harkate bhi gajini ki hi kar raha hain usne kaha ki sam se nahi milega par usiki college main kaam karraha hain excel join nahi karunga lame reason par excel join kiya, ria main use nupur dikti hain, party ke waqt ke baatein badal raha tha, aur ab tho kal sam se kabhi maaf nahi karne ki baat kara tha aur ab usi se gappe mar raha hain aisa raha tho nupur aur uski promise bhi bhul jayega nupur mayank ke life main kisi dusri ladki ko dek nahi sakti isiliye jab suhaani ne jab kank film ki baat kiya tab bhi usne kaha woh mayank ko nahi chodegi zinndagi do pal ki ke waqt bhi usne mayank se dusri shaadi na karne ki promise liya lagta hain ab deere deere nupur ko aur us promise ko bhul jaayega