kick_all thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 15 years ago
#1

kabhi jo mujhko talaash karna

to chand raton ki chandani main
gul-e-chaman se sawaal karna udaas kyun ho..??? kyun oos katron main apne aans chupa rahe ho...?? haseen mosam main kis ki yadon main apne dil ko jala rahe ho...?? gul-e-chaman yeh sawaal sun kar tumhari aamad ka haal sun kar kahe ga tum jis ko khojte ho wo in baharon ki sari khushboo chura k ab ik naye chaman main mahak raha hai udas kar k yahan pe humko kisi chaman main chahak raha hai.... gul-e-chaman ka yeh haal sun kar tumhen lage ga main bewafa hun udas kaliyon ko chor kar main nai baharon ko dhundta hun magar hakeekat main is chaman ka tamaam phuloon ki khawahishon ka haseen mosam ki barishon ka na mere dil par asar hua tha na mere dil par asar hua hai main aj bhi ik naye chaman main purane kisse suna raha hun jo mere chahat ka devta tha main aaj bhi us ko poojta hun yakeen nahi to palat ke dekho.... wahin khara tha......!!! wahin khara hun.....!!!! guyzzz i luv this poem but main decide nahi kar pa re k yeh kis ko dedicate karun, i mean sajan ya mayur.... plz u decide......................😊😊 thnx.....maria⭐️

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".