Mere mann mei bahut saare questions hein be....
But Komal is so sweet.....saala humse shadi kiya hai aur ek baar bhi naam gunja nahi sakta hai...mard banta hai 😉
Aur yaar ek aur baat...Krishna ki har zid puri hoti hai...shadi ki....phir honeymoon par aaya...phir bahar ghumne gaya aur ab I love You....
Dekhna beta ek din honeymoon bhi ho jaayega.....👏👏
Pratigya director ko pata chala ki he is their blue eyed boy....to usko villain naa karo.....usko ab acha acha dikhayo so that Pratigya can love him.....
sahi jaa rahe ho beta....But I want to see Pratigya bold too....usse to jayada achi Komal ji hein.....Adarsh ka jina haram kiya hua hai :)