Posted:
Aaj didar..kal yaar..parson pyaar.. phir ekraar..phir intezaar..
phir takraar phir daraar.. sari mehnat bekaar.. -- phir aakhir mein ek aur devdas..
at a beer bar.
sharabi" ko "sharab" ne badnam kar diya,
"mahobbat" ho ya "sharab", dono ka asar dekh lo,
"Devdas" aur "sharabi" ka, eksa "anjaam" kar diya