Originally posted by: diya_snow
guys mujhe lagta hai ke angad aur kripa jo deserve karte they wo unhe mil chuka hai.i mean jitana galat unke saath ho sakta tha utana to ho gaya.kripa ka maa banana koi saja nahi hai ok.sab ne ye dekha ke angad ko kitani taklif hue thi jab kripa ne prithvi ke saath rishta joda tha par usaki wajah khud angad hi tha.kripa par kya biti hogi ye to kisine socha hi nahi.kripa ne wo sab apni marji se ya khush ho kar nahi kiya tha.galti donone ki aur uski saja unhe mil chuki hai.jisane kabhi aapse bahot pyaar kiya tha wahi insaan aapse nafrat kare to isase badi saja kya ho sakti hai.par ab sab khuch thik ho gaya hai,manti hoon angad ke liye ye accept karna mushkil hai ke kripa prithvi ke bachche ki maa banane wali hai par i think wo samajh jaayega.
u wrote really nicely😊👏