yeh dekh lo...ss ne baba ko kitna sir chadha rakha hai....jahan kuch hua nahi ki babuji se shikayat....aur padi dant shakti ko....👏
Baba ka gussa to zabardast hai....kahin Pratigya ko bathroom hi naa de de bohat sahi ja rahe ho sabay ki sab kahe itni besabri ho rahi ho sab ki sab raat men dekhlena karishna prats ko apne bed par sulata hai ya bathroom men ya sofe par ya zameen ya apni banhomen sulata hai ya kanhi aur bekar men sab ki sab chirya tensan le rahi hai aur dusro ko bhi paresan kar rahi hai behudao paglay gae hai ka sasuri