Meri next week SSC exam hai so maine us song ko apne ishtyle mein likh diya-
Yeh benches yeh classroom, yahan aana na dobaara -2
Ab hum to chale pariksha dene ke wehan hamra konu nahin
Ke wehan hamra konu nahi
yeh rang birangi questions, jinke hum denge answers
Mere haathon mein bhari bhari pencil aur pen hai
Mujhe bha gayi hari hari ink hai
Dekh milti hain teri meri pencil hai
Tere jaisi saheli mere eraser aur pencil hai
Tune sikhayi woh likhayi rang layi
Mera white answer-paper racha aayi
Teri aankh kyoon laado bhar aayi
Tere dard bhi baje.gi shehnaayi
Sawan mein badal se kehna, pardes mein hain pariksha dene meri behna
Aa maaen milne gale, chale hum pariksha dene chale
Tere angan mein apna bas bachpan chod chale
Kal bhi classroom bharega kal bhi students aayenge
Sab tujhko dikhayi denge par hum na nazar ayenge
Aanchal mein sanjo lena humko
Sapnon mein bula le.na. humko
Dekh too naa humein bhulaana, mana door humein hai padhne jaana
Meri alhad si ankheliyaan, sada palkon bhi basaanaa
Jab bajne lage baje gaaje, jag lagne lage khali khali
Us dam tu itna samajhna mera result utha hai phoolon wala
Thode din ke yeh naate the kabhi hanste ke gate the