Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread - 15th September 2026
Stars at the ambani Ganesh Chaturthi celebrations
🏏Afghanistan vs India in India 2026: 2nd T20I in Delhi on 15/09/26🏏
Ambani s Ganpati celebrations
Arya FF: Arjun Hindustani
🤣amzing!!!!!!!!!
too good!!
-summi-
🤣thats the onli thing i can doo
u guys are amzing!
-summi-
Yuvi neh jo na kaha, Naina woh sunti rahi
Khamaka bewaja khwaab bunthi rahi
Jaane kiski usse lag gayi thi nazar
Is shehar mein aa keh kho gay thi apni rah
Durr chahat se Yuvi chalta raha
Khamaka bewaja khwaab bunthi rahi
Gar woh pehle se hai zyaada, khud se phir yeh kiya wada
Khamosh nahi rahen na bezuban
Hmmmm…mmm…mmmm….
Apna phele si baatein hai, bolo tho heart dhadrakta hai
Raaz yeh Yuvi ka, woh na kare bayaan
Ho gaya ke aasar kya Naina pe
Humsafar mein tho hai humsafar hai nayi
Yuvi Durr jatha raha, Naina paas aathi rahi
Khamaka bewaja khwaab bunthi rahi
Hmmm…mmm…mmmmm…
Aayi woh feeling phir aise, la la land mein aaye phir se
Aankho mein chubthi hai Yuvi ka jhoot
Mmmm..mmm…mmm…
Hal Yuvi ka na Naina jaisa hi, uski khushi mein kyun Naina ko gham sa hi
Naina ka ujar gaya hai jahan
Woh la la land dur jisse gaye thi Naina nikal
Phir se na yaadon mein aajaye wohi
Lamha beeta huwa, dil dhukata ha Naina ka
Khamaka bewaja khwaab bunthi rahi
Yuvi neh jo na kaha, Naina woh sunti rahi
Khamaka bewaja khwaab bunthi rahi
Jaane kiski usse lag gayi thi nazar
Is shehar mein aa keh kho gay thi apni rah
Durr chahat se Yuvi chalta raha
Jal gaya Shanky, Yuvi khush hota raha
Originally posted by: princessuma
thanks summi!! lol you have the same nickname as me!!
ur welcome but my real name is summer!😃
ooo...my real name is sumaiya!! I love the name summer (it reminds me of OC...awesome show) :P
nice to meet u!
wat u guys r doing here is hilarious!!!!!
i don't realli understand hindi but my dad was reading them out
he said u guys have talent!👏