I am presenting u a motherly side of DEBINA di reflected in PPAW from the beginning which shows that how much close attachment and bonding she has made with all the child.She is the best mother undoubtedly.
I have tried to put the extremest of my emotions while writing this bcz i want this to reach all ur hearts.
Mamta ke bhav se sneha dilaye aise
sneha ki ganga dhara jaise beha jati hain
bindu bindu se puran sneha ka sinhu yehi
sindhu ke ratnakar DEBINA nam pati hain
jis sindhu ke jal bas sneha pyar se bhare
us sindhu me snehadhara ko behalati hain
sare jag GURDEBI pe bali bali jaye
ek duje dono par bhi bali bali jati hain
jinke bina apurna he GURU ka jina
GURU ke priya uhi DEBINA nam pati hain.
sneha mayi uhi DEBINA nam pati he.
SITA ke charit ko jisne sikhaye jina
uo DEBINA kali SIYA ban jati hain
LAV KUSH ko jaise pale mat pit ban
sare baccho bhi sneha uhi lutati hain.
un sneha ka gatha suru kare barnan
khatam na ho ye gatha chalta rehe jati hain
mat ka murat DEBINA me jhalkayi
un mamtamayi ke charit ko sunate he.
GUDDU pe bhar bhar sneha kare nichabar
DEBINA ne uspar sneha jo lutaye hain
RAM SIYA sam GURMI DEBI dono bas
Guddu ko sneha ke ras me duboti hain
sneha aisa paye guddu bas ye soch te he
nand yashoda hami bhi mil jate hain.
GURU bane pita,DEBINA bane mata
uo yugal mamta ka bhandar jo lutate hain.
LUCKY sa duja na bhagyashali koi jagme
SIYA ke parash jisne ho payi hain
Annapurna sam SIYA anna bhandar se
LUCKY ko nij hat se anna khilayi hain
jispar sabse adhik sneha kare DEBI
uo bhagyashali satya LUCKY ban jate hain
natakhat LUCKY kare shararat bhari par
par muskurate huye DEBI samal jo jati hain.
KiIRTI ke kirti gatha sabse he nyari
kirti usne bhari banayi hain
unke kirti hain ki RAM SIYA yugal ka
sneha ras usne bahut he payi hain
jinke sneha ka as liye sab tarsehe
bina kisi sadhna ke uhi sneha payi hain
jadugar bane GURMEET jadu dikhaye
aur mamatbhari nyata DEBINA nibhati hain.
PARTH to arjun ka nam he
jiske marg KRISHNA prabhu ne dikhaye he
kali ke parth ke bhi bhagya bhari
kyunki RAM SIYA marg darshan payi hain
roye the jo pratham dibas me
uhi parth chorke GURDEBI jana nehi chahte hein
parth aur unke behan se naa jode aise
une paribar ka hissa banate hein
nritya jo sikhaye nutan andaz me
DEBINA unka sahoyog dilate hein
ashasthya ho parth to chintit dono
har anadya tyage dhyan bas unme lagati hain
mitrata partha se nibhaye aise dono
ki parth soche satya me KRISHNA mil jate hain
KRISHNA RUKMINI jaise arjun ke margdarshak
parth ko bhi marg GURU DEBI dono hi dikhate hein.
mamta ke sath anusasan ka prayojan jag me ati bhari hain.
santan ka utkarsh ho tab jab mat pita ke anushashan pyari hein.
is satya se gyat DEBINA he isliye
AGRIMA ko ihe satya hi sikhate hain.
Ghar ke kam sikhaye use
uske ruchi utkarsha ka prayatna kar jati hain.
ek sishu jab yubak banne chale
tab anushashan ka prayojan bhari hein
mat pit ka dharma yehi ki sikhaye bache ko
ki pyar sang anushashan darkari hain.
pyar bhare anushasan de DEBI agrima ko
jiban path iska prayojan nyari hain
isme me chupa hota mat ka pyar
par koi koi samajh ne pati hain.
DEBINA to bas chaye sreshtha bane agrima
jiban ke nyay niti isliye sikhate hein
par jab prayojan ho pyar ka to
lutane me use DEBINA kabhi nehi hichkhichate he.
sneha ka bhandar he GURMEET DEBINA do
sare jag par bas sneha hi lutate hi
apne ho iya gyar ho par
bhedbhab na yugal kabhi kisise dikhati hain.
ihe hain DEBINA ka charit sach me
jo jane use isse parichit ho jati hain
sneha ka do parijat he GURU DEBI dono
sneha kalash se snehamarit ko lutati hain.