uska mujhe wo chup chup ke dekhna
mujhe aaj bhi yaad hai
uske dekhte hi mera palken juka lena
tumarhe bahon mein kho ke ganto
chaand ko niharna
Mujhe aaj bhi yaad hai
mere ruthna aur tumarha mujhe manana
ab or kya kahu tumse bas tumhari yaaden hi
muje aaj bhi yaad hai
Sundas
|