Sad nostalgic lyrics - Dil kehta chal unse mil

Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#1
Interesting sad nostalgic lyrics from a song posted by Khaty Bhai
Dil Kehta Hai - Akele Hum Akele Tum
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=E8-saIprF3o&feature=related[/YOUTUBE]
Male
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
FEMALE
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
Hum jab se hain judaa,
ae mere hum nasheen
Yun dekho to mere daaman mein kya nahin
Daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni
Magar tumhe khoke lage hai mujhe aisa
Ke tum nahin to kuch bhi nahin
Tum kya jaano ab hum kitna
Dil hi dil mein pachtaate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
MALE
Voh din the kya haseen, dono the saath mein
Aur baahein aap ki thi mere haath mein
Tum hi tum hai sanam mere din raat mein
Par itni bulandi pe tum ho meri jaan
Aaye na daaman ab haath mein
Paana tumko mumkin hi nahin
Soche bhi to hum ghabraate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
FEMALE
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
2 MALE Uthte hain kadam, ruk jaate hain

Created

Last reply

Replies

39

Views

12.6k

Users

8

Likes

9

Frequent Posters

366774 thumbnail
Posted: 16 years ago
#2

Originally posted by: Summer3

Interesting sad nostalgic lyrics from a song posted by Khaty Bhai

Dil Kehta Hai - Akele Hum Akele Tum
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=E8-saIprF3o&feature=related[/YOUTUBE]
Male
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
FEMALE
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
Hum jab se hain judaa,
ae mere hum nasheen
Yun dekho to mere daaman mein kya nahin
Daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni
Magar tumhe khoke lage hai mujhe aisa
Ke tum nahin to kuch bhi nahin
Tum kya jaano ab hum kitna
Dil hi dil mein pachtaate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
MALE
Voh din the kya haseen, dono the saath mein
Aur baahein aap ki thi mere haath mein
Tum hi tum hai sanam mere din raat mein
Par itni bulandi pe tum ho meri jaan
Aaye na daaman ab haath mein
Paana tumko mumkin hi nahin
Soche bhi to hum ghabraate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai
FEMALE
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
2 MALE Uthte hain kadam, ruk jaate hain

Thans a ton summer bhai this is one my most favourite song from the movie AHAT!
Very nice song.....👏
Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#3

Originally posted by: mahikhan

Thanks got it from Khaty Bhai, I had not heard it before as many good songs are often buried with so many new songs released in the market.

Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#4
Nice song from movie Pukaar (2000)
Movie: Pukar Album: Singer: Sonu Nigam, Anuradha Paudwal,
kismet se tum hum ko mile
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=ftOsgf9xFok[/YOUTUBE]
--FEMALE--
(Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge) - 2
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge

--MALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Kya Kahoon Kaise Lagte Hai Dil Pe Zulfon Ke Saaye
Koi Bhoola Raahi Jaise Manzil Paa Jaaye
Ya Koi Dil Toofaan Ka Maara
Dard Ki Laheron Mein Aawaara

--FEMALE--
Koi Pyaara Pyaar Ke Saaye Paa Jaaye

--MALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Tukde Dil Ke Hum Tum Milke
Phir Se Jodenge, Yeh Sheesha Phir Se Jodenge

--FEMALE--
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge
Yun Sharmaati Yun Ghabraati Aise Simti Simtaayi
O Mere Baalam Yunhi Nahin Main Jaate Jaate Laut Aayi Hoon
Preet Meri Pehchaani Tune
Meri Kadr To Jaani Tune

--MALE--
Ab Dil Jaaga Hosh Mein Chaahat Ab Aayi

--FEMALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge

--MALE--
Tukde Dil Ke Hum Tum Milke
Phir Se Jodenge, Yeh Sheesha Phir Se Jodenge

--FEMALE--
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge

--BOTH--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
*Woh Ajnabee* thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail
Posted: 16 years ago
#5
Here's to nostalgic moments, some that we all enjoy:

[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=qEr4KnXs5wA[/YOUTUBE]

Here are a few stanzas that I love:

Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

Yeh jeevan dil jaani
Dariya ka hai paani
Paani toh, beh jaaaye
Baaki kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein

Duniya mein hum saare
Yaadon ke hai maare
Kuch kushiyaan, thode gham
Yeh humse, inse hum
Yaadein, o meethi meethi yaadein
Khatti meethi yaadein

Edited by *Woh Ajnabee* - 16 years ago
kuhu.kuhu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 16 years ago
#6

Originally posted by: Summer3

Nice song from movie Pukaar (2000)
Movie: Pukar Album: Singer: Sonu Nigam, Anuradha Paudwal,
kismet se tum hum ko mile
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=ftOsgf9xFok[/YOUTUBE]
--FEMALE--
(Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge) - 2
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge

--MALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Kya Kahoon Kaise Lagte Hai Dil Pe Zulfon Ke Saaye
Koi Bhoola Raahi Jaise Manzil Paa Jaaye
Ya Koi Dil Toofaan Ka Maara
Dard Ki Laheron Mein Aawaara

--FEMALE--
Koi Pyaara Pyaar Ke Saaye Paa Jaaye

--MALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge
Tukde Dil Ke Hum Tum Milke
Phir Se Jodenge, Yeh Sheesha Phir Se Jodenge

--FEMALE--
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge
Yun Sharmaati Yun Ghabraati Aise Simti Simtaayi
O Mere Baalam Yunhi Nahin Main Jaate Jaate Laut Aayi Hoon
Preet Meri Pehchaani Tune
Meri Kadr To Jaani Tune

--MALE--
Ab Dil Jaaga Hosh Mein Chaahat Ab Aayi

--FEMALE--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge

--MALE--
Tukde Dil Ke Hum Tum Milke
Phir Se Jodenge, Yeh Sheesha Phir Se Jodenge

--FEMALE--
Phir Se Banti Taqdeeron Ko
Armaanon Ki Zanjeeron Ko
Jaanam Ab Na Todenge

--BOTH--
Kismat Se Tum Humko Mile Ho
Kaise Chhodenge, Yeh Haath Hum Na Chhodenge

Summer , this is one my fav songs from the movie Pukar ...it's in my fav list too ...lovely words and melody ...ARR at his best ...
Thanks
Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#7

Originally posted by: *Woh Ajnabee*

Here's to nostalgic moments, some that we all enjoy:

[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=qEr4KnXs5wA[/YOUTUBE]

Here are a few stanzas that I love:

Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

Yeh jeevan dil jaani
Dariya ka hai paani
Paani toh, beh jaaaye
Baaki kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein

Duniya mein hum saare
Yaadon ke hai maare
Kuch kushiyaan, thode gham
Yeh humse, inse hum
Yaadein, o meethi meethi yaadein
Khatti meethi yaadein

Thanks very nice. it is very true in real life.
Thoughts and images are often clearer than words and voices.
But often the voices and speaking style is often embedded in our memory.
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain

Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#8

An SD Burman composition sung my Lataji

Movie: Paying Guest

Chand phir nikla

[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=OZ-Gb4moQcw[/YOUTUBE]
(Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay) -2
Chaand phir nikla

(Yeh raat kehti hai woh din gaye tere
Yeh jaanta hai dil ke tum nahin mere) -2
Khadi hoon main phir bhi nigahein bichaye
Main kya karoon haay ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay
Chaand phir nikla

(Sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hain
Lo ab chale aao ke dam ghuthta hain) 2
Jala gayi tan ko baharon ke saaye
Main kya karoon haay ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay
Chaand phir nikla
Summer3 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 2
Posted: 16 years ago
#9

Rahat Fateh Ali Khan(Kisi Roz Milo)Song

[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=wu1zLg8eXoI[/YOUTUBE]
Forever-KA thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 4
Posted: 16 years ago
#10
How did I miss this?
So you really want me to start again S3? LOL
This is my current fav. Lyrics are in pure Hindi (i think) but I understood the meaning and found the translation. I like the lyrics a lot
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=eQ7EArad4pE[/YOUTUBE]
pawan purva mein yun udta jaave
badra chanda se mann judta jaave
aave hawa ka, jhonka phir aisa
toote patang ki dor sa
Jaane kya chahe man bawara
akihyan mere sawan chala


my heart glides in this beautiful eastern wind,
just like a cloud flies and embraces the moon,
alas! suddenly a strong gale comes
and like a broken kite, i am again alone'.
I have no idea what my crazy heart wants
Though my eyes can't stop crying

Edited by King-Anu-Lives - 16 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".