Main Yahan tukdhon mein jee raha hoon
Mein yahan tukdhon mein jee raha hoon
Tu kahiin tukdhon mein jee rahi hai.
Eh Ajnabi Tu Bhi Kabhi Awaaz De Kahiin Se
Roz Roz Resham si hawa
Aate Jaate Kehtii hai bata
Resham si hawa kehtii hai bata
Woh jo doodh dhuli masoom kali
Woh hai kahan kahaaaaan hai
Woh roshni kahan hai
Woh chandni kahaan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahi hai.
Eh Ajnabi Tu Bhi Kabhi Awaaz De Kahiin Se.
Tu To nahi hai lekin teri muskurahatein hain.
Chehra kahiin nahin hai per teri aahatein hain
Tu hai kahan kahaaan hai
Tera nishaan kahaan hai
Mera jahaan kahaan hai.
Main adhoora tu adhoori jee rahi hai…….
Eh Ajnabi Tu Bhi Kabhi Awaaz De Kahiin Se.
Start with S or E