Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
wah!!! wah!!!! wah!!!!!
Bandar jab koi aas-paas hota hai..
..................................................
..................................................
twinkle Twinkle little star,
teri girl friend gaye bazar,
us ko mil gaya MAJNO ka pyar,
ab tu beth ker makhiyan maaar
...................................................................
...................................................................
Haqiqat samjho ya afsana,
Apna samjho ya baigana,
Hamara aapka rishta he purana,
Is liye farz tha aap ko batana,
kay garmiyan aa gayi hain,
Ab shuru ker do roz nahana
..............................................................
..............................................................
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy,
Jise aap k roop mein mainey paaya hay,
Jo mere dil main aise samaya hy,
Jaise purani haweli main "BHOOT" ka saaya hay
........................................................
......................................................
"Ishq karne se pehle us ka anjam dekh lo"
ARZ kiya hy
"Ishq karne se pehle us ka anjam dekh lo"
Agar phir bhi samjh na aye toh . . . . .
Film "TERE NAAM" dekh lo!!
............................
.............................
Teri yaad dil se jane nahi denge,
Tere jesa dost khone bhi nahi denge,
Sharafat se roz Yaad kia karo warna,
Ek kaan k niche denge or rone bhi nahie denge