🏏India tour of England, 2026: England vs India, 2nd ODI, Cardiff,🏏
First Look - Haiwaan - Akshay Kumar Saif Ali Khan
Happy Birthday Katrina Kaif 🎊🎂
15 years of Zindagi na Milegi Dobara.
Ramayna trailers certification
Can't wait! we should get these effects back
Originally posted by: SanaSarwar
My Second Poem : Rab Nai Banadi JodiMAYANK :Zindagi ab fana na hunay doon ga
Tum Ko apnay say ab alag na hunay dunga .
Khud Hum nay yeh durian banadee
Khud uljhano may zindagi Ladee
Dil ko khel tamasha banadiya
Ek dosray ko ab rula bhee diya
Najanay anjany may jo tum say main nay piyar Kiya
Akhir ab is waqt Ko apnee hatailee may thaam bee Liya .
Tum Khud he ab apna faisla Logee
Tum to sirf meri ban k raho gee .
Fana to Piyar nay hum dono ko kiya
AKhir hum dono ko Jeet he Liya
Ajj jo hum duno kharain hain ek kinaray par
Kal yeh raahain layjayngee phir khidar?
Sapna tha Jo ab Haqeeqat banana hai us Ko
Manzil taq apnay pyar ko pochana hai hum ko
wow zabardast awsome poem hai yar ye dil ko chu gayi
uff 100 % sachi par ker maza agaya
i ahve no words 2 describe how much i luv ur poem
Thank Thank u 4 making on mayur
omg luv this line soomuch
Fana to Piyar nay hum dono ko kiya
per sana mujhe to fana teri poem ne kerdala re🤣❤️😍