Tumhe hum se pyaar na raha
Zindagi hue hai mayus aab
Jo tumne humko bhula diya
Tadap tadap ke is dil ne kaha
Meri mohabbat ko tu na thukra
Chubti hai yeh palkho pe nami
kaise tune sab kuch bhula diya
Teri mohabbat thi bewafa
Tere irado mein thi daga
Dekhta hai kyo mujhe khadi khadi
Maine bhi sab kuch bhula diya