Kripa:
jugh say mil kar tu yeh lagta hay aay ajnabi doost tu meri pehli
muhabbat thi meri aakhri doost loge har baat ka afsana bana detay hain
yeh tu duniya hay meri jaan kai dushman kai doost teri qamat say bhi
lipti hay amarbel koi meri chahat ko bhi duniya ki nazar kha gaye doost
yaad aye hay tu phir toot kar yaad aye hay koi guzri howi manzil koi
khoye howi doost ab bhi aaye ho tu ahsan tumahra lekin woh qiyamat jo
guzarti thi guzar bhi gaye doost teray lehjay ki thakan mein tera dil
shamil hay aisa lagta hay judai ki ghari aa gaye doost barish mang ka
mosam hay meray shehar mein tu tu yeh sheshay ka badan lay kar kahan aa
gaye doost mein usay aahad-shikan kaisay samjah loon jis nay aakhri
khat mein yeh likha tha faqat...
Angad:
Aab Kay Yun Dil Ko Saza Di Hum Nay Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay...
Ek...Ek Phool Bohat Yaad Aya Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay... Aj
Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay...
Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Huva Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay... Aj
Phir Yaad Bohat Aya Woh Aj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay... Koi To Baat Hai
Us Main Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay...
prithvi:
Issi ke ishq main bheeg ke sanam hum ko yeh ehsaas hua Dil ki baat
main Anay Walay kuch kuch pagal hotay hain...
Angad: Kripa
Pyaar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hotay hain Apni jaan say
jaane walay kuch kuch pagal hotay hain Hijar ke gehray zakham milay tou
mujhko yeh ehsass hua pagal ko samjhanay walay kuch kuch pagal hotay
hain Jaan say pyaare logon say kuch kuch parda laZim hai Saari baat
batanay walay kuch kuch pagal hotay hain khuwabon main bhi piya milan
kay sapnay dekhte rehte hain neendon main muskanay walay kuch kuch
pagal hotay hain Iss jhuti nagri main hum nay yehi hamesha dekha hai
sachi baat bataane walay kuch kuch pagal hotay hain Pyaar jinhe hojaye
unko chain bhala kab mill pata hai? shab bhar ashk bahane walay kuch
kuch pagal hotay hain Apni Zaat ke ujray gulshan se woh pyaar kahan
karte hain? Auro'on ko mehkaane walay kuch kuch pagal hotay hain
Angad:
Aaj woh mudat baad aai bhi bas yeh kehnay jana!!!! mere sab khat lota
do sab tasveerein, qalam, kitabein wapas ker do sare tauphey mujh se
sab kuch manganey wali jate jate mere kamrey ki chaukhat per chor gai
"APNA AAP"...ðŸ˜