Usne kaha:
Tum mein pehli si baat nahi....
Meinay kaha:
Zindagi mein tumhara sath jo nahi.
Usne kaha:
Ab b kisi ki ankhoo mein doob jaty ho
Meinay kaha:
Ab kisi ki ankh mein vo gehrai nahi
Usne kaha:
Kyu itna toot kr chaha mujhy?
Meinay kaha:
Insan hun pather to nahi.
Usnay kaha:
kiya mein bewafa hun?
Meinay kaha:
Ab mujhy wafa ki talash nahi.
usnay kaha:
Bhool jao mujh ko.
Meinay kaha:
Tum haqiqat ho koi khuwab to nahi.. !!!