Part 36
Nikki looked for saksh everywhere in the palace but guard told her that, he had left for office with yudi. Nikki was disappointed hearing this but she was determined to go to the bottom of this matter.
Nikki went to yudi's room and dialed saksh's mobile. This was the first time she was calling him and Nikki was scared if someone might see her calling saksh than that could create problem, that is why Nikki decided to use yudi's room phone so nobody can suspect anything😳.
Saksh was surprised to see yudi's room phone no. calling on his mobile as he knew that yudi was in his office cabin. Though he picked up the phone…..
Saksh: hello!!!!!!(nobody spoke from the other side)
Saksh: hello!!!!! kaun bol rahaa hain????
Nikki: who hum Nikki bol rahe hain.
Saksh could not believe his ears!!! He was surprised to hear Nikki's voice from the other side of phone. Realizing Nikki had called him, the whole world had come to stop for saksh. He was delighted and utterly in disbelief at the same time, that nikki had called him.😳
Saksh(asked again) : kaun???
Nikki :saksh. Hum nikki bol rahe hain.
Saksh:nikkiji aap??? Hain boliye.
Nikki: hume aap se jaroori baat karani hain.
Saksh: kahiye hum sun rahe hain.
Nikki:baat jaroori hain isliye hum phone pe nahi baata shakte.aap kal hume subha hume hamaare kamre main aake mile.
Saksh :theek hain.hum kal subha aate hain.
Nikki :aur ees batka kisiko pata nahi chalna chaahiye. bhaiya ko bhi nahi.
Saksh: theek hain hum khyaal rakhenge.
Nikki: achhaa to hum phone rakhte hain.
Saksh stood rooted to the ground holding the phone. he was wondering what nikki wanted to tell him. this was the first time nikki had called saksh to meet him. saksh's heart was beating fast and he was restless to know what nikki wanted to say. he decided that in the morning , the first thing he wanted to do was to meet nikki. He was too restless to concentrate on any work so he went back to his house. He informed peon to give his massage to yudi and left.😳
Rani was in her bed but sleep was far far away from her." Jaise neendiyarani oos se ruth gayi ho. Rani ki ankhe ro ro kar lal ho gayi thee. Aur ab anshu bhi nahi aa rahe the aankho main jaise sukh gaye the who bhi thak gaye the who bhi." ðŸ˜
Rani's heart had been broken in small pieces and she could not even collect them, because collecting those pieces her hands are getting hurt. So in all ways she was the one who was going to suffer in the end. All the time nikki's word was echoing in her mind" aap humse waada kijiye aap bhaiya se nahi milengi" rani's head was spinning and only one thing was going on in her mind how would she tackle yudi.ðŸ˜
Her heart was complaining to god and singing only one song
" duniya ek tamaashaa hain,
Aashaa aur nirashaa hain,
thode phool hain kaante hain,
jo takdir ne baante hain,
apnaa apnaa hissaa hain,
koi loot jaataa hain koi toot jaataa hain.
Shishaa ho ya dil ho aakhir toot jaataa hain"
Yes mirror and heart are meant to be brokenðŸ˜
That night yudi was very busy in his work and as saksh had also left office very early yudi's load had increased. Yudi finished his work very late in the night and by the time he reached home he was tired. He saw his watch it was 12 in the night. He thought it was too late to go and see BR as rani might be not there present at this time. Rani must be angry that he did not go and meet her, unknown to the fact that it had been the blessed for rani that he could not go and meet her.😳
Yudi decided to meet her in morning as today yura had spend excellent time together so it was enough for him to indulge himself in those sweet memory. After freshen up he put himself on his bed and closing his eyes he was treasuring those memories. " jaise ooski tanhaayia oos se baate kar rahi ho."
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hainTum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehtiTum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hanstiTum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hotaMain aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain Yeh kahan aa gaye hum,Yunhi saath saath chalteTeri baahon mein hai jaanam,Mere jism-o-jaan pighalteYeh kahan aa gaye hum,Yunhi saath saath chalte Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui haiHai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui haiYeh chaand hai ya tumhaara kanganSitaarein hai ya tumhaara aanchalHawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushbooYeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
Saksh jo aaj jaldi ghar laut aaya thaa woh bhi itna bechen thaa ki oosne khane par apne pitaa kaa saath naa diyaa aur bahaanaa karke apne kamare main aagayaa. Aaj nikki ke ek phone ki ghanti ne ooske dil, atmaa aur man ke itne taar hilaa ke rakh diye the ki ooska aapaa ooske apne kaabu nain nahi thaa. Apni saari tamnaaye, khwaab oosne apne dil main dafan kar diye the oos par se jaise havaa ka ek halkaa jokaa sari dhool oodaa kar le jaa rhaa thaa…….😳
Pataa nahi dil ek dhimi chingaari jo oosne barso se soolgaa ke rakhi thee aaj sholaa banke bhadak ne ki koshish kar rahi thi. Lekin saksh ko maloom tha ki ye sholla sirf oose hi jalaayegaa. Woh janaataa thaa ki jo kwaab oosne bachpan se dekhaa hain woh kabhi hakikat nahi ban shktaa lekin kwaabo par kisi ka jor nahi chaltaa.
Kyun woh dard ko khurod rahaa thaa woh bakhubi jaantaa thaa ki jo who soch rahaa hain aisi koi baat nikki ne karne ke liye oose nahi boolaayaa thaa.phir bhi ooska pagal dil bekaaboo ho rahaa thaa. Aaj saari puraani yande jaise ooske manomastisk pe phir se jindaa ho rahi thee.
Woh bachpan ke din wapas oose yaad aa rahe the,……kitne khush haal the who din who lamhe…….saksh ki maa nahi thee eesliye who apne pita ke saath har waqt mahal jaataa thaa. Ooske pita kaam karte aur woh yudi ke saath kheltaa…..kabhi kabhi saksh, yudi, Rudra, aur nikki sab saath mani khelte….pataa nahi kyun oose nikki ke saath khelne main sabse jyaa aanand aataa. Woh hameshaa se kitni sulji , bade dil ki aur pyaari thee…..aur nikki ki yahi sab baante saksh ko bahut achhi lagti thee.
Aaj oose apnaa bachpan phir se jine ki tamnaa ho rahi thee. ..woh gudiya ki shaadi ….woh pahele baar pyaar kyaa hota hain ooska ahesaas karnaa………maloom thaa oosko ki ooska dil jo chaah raha hain woh mumkin nahi hain phir bhi dil par na kisi kaa jor rahaa hainnaa rahegaa.
jab paheli baar ooskaa dil nikki ki liye dhadkaa oose khud ko maaloom nahi pad rahaa thaa ki woh kyun aisa mahesoos kar rahaa thaa. kyun nikki kaa saath oose khush kartaa thaa
kyun nikki ki har khwaish woh poori karnaa chahtaa tha, nikki ki aankho main ek aanshoo oos se sahen nahi hotaa thaa....jabki woh bhali bhaati jaantaa thaa ki oon dono ke beech main bahut badi diwaal hain,
rashmo ki, parmaparra ki aur sabse badi amiri aur garibi ki....phirbhi.....lekin aaj ooskaa dil ro ro kar kah rahaa thaa............ðŸ˜
Yeh sochta hoon main kab se gumsum
Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar haiKe tum nahin ho, kahin nahin hoMagar yeh dil hai ke keh raha haiKe tum yahin ho, yahin kahin ho O, tu badan hai main hoon chhaayaTu na ho to main kahan hoonMujhe pyaar karne waaleTu jahan hai main vahan hoonHamein milna hi tha hamdamIssi raah pe nikalteYeh kahan aa gaye humYunhi saath saath chalteMm, meri saans saans mahekeKoi bheena bheena chandanTera pyaar chaandni haiMera dil hai jaise aanganKoi aur bhi mulaayamMeri shaam dhalte dhalteYeh kahan aa gaye humYunhi saath saath chalte Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhiTanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhiKehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe humKab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe humDil kehta hai duniya ki har ek rasm utha deDeevaar jo hum dono mein hai, aaj gira deKyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata deHaan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbatAb dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi Yeh kahan aa gaye humYunhi saath saath chalteYeh kahan aa gaye hum today saksh's heart was weeping and remembering all the lovely moment he had spentwith nikki.........😳