Originally posted by: sammmmmyyyyyy
Ye apne aap ko bhagawan samjati hai just like her payaari Mumma.... Kaam waam kuch karna nahi hai.... Bas har jagah faltu tashan & violence jadthi hai..... Besharm kahiki.... Isne kab PF me kaam kiya.....
Waise paneer ka bhi kamal hai.... Joh krish 8saal se PF sambal raha hai ache se..... Par Achanak Abheekmaan bhikmango ko mahaan banana hai toh woh aise lat me nalla bangaya 🤣 🤣, kya 💡 sirji
Last Last mein ab krish ko bhi bhakt banayenge taaki usko udd sake..I don't like this point in the serial bhikhmange kachre leads ko mahan batane ke liye har character jo truth bolta hai usko andhbhakt bana dete hai

agar teek se likethe toh



88