Last wkw amaal ka katta by saying that he does not fight with strong players ussky baad sy amlu is so down aur iss week gk aur farhana ka kaat rahy hain just for their ladla pranit. Ab yeh dono bhi confuse hojayein gaye.
Free loader Pranit ko kabhi kuch kyun nhi kehty, ek baar bhi isko bash nhi kiya. Iski konsi game hai, gk toh chalo back foot py khel liya but yeh toh kisi foot py bhi nhi khela.
to ab yeh wala passion to dobara nahi ayega


291