Originally posted by: asmitamohanty
GK ne kabhi yeh assume hi nahi kiya tha ki Mridul jaa sakta hai, usse toh bas yeh laga ki wo safe hai and the focus naturally shifted to other things. Aur honestly, yeh expectation hi unfair hai - Mridul khud ek adult hai, apna game khud play karne ki zimmedaari uski thi. Bigg Boss mein koi kisi ka guardian nahi hota.
GK ko “nurture” karna tha Mridul ka game ya “guide” karna tha - yeh narrative Farhana aur kuch log create kar rahe hain, taaki blame shift ho jaye. Par sach toh yeh hai ki har contestant apna decision khud leta hai .. kis se bond banana hai, kis par trust karna hai, aur kaise play karna hai. Amal Basheer ko samjha nahi paya, toh phir GK se itni unrealistic expectation kyu?
Aur sabse important baat - kisi ka game kisi aur ki wajah se overshadow nahi hota. I don't even think ki Ashnoor ki game ko Bajaj ne overshadow kar diya..Audience samajhdar hai; unhe har insaan ki individuality dikh jaati hai. GK ne kabhi kisi ka game intentionally suppress nahi kiya. Farhana ka yeh narrative convenient lagta hai,to make sure that Mridul 's big fandom vote don't go to GK..
In the end, Mridul is supposed to take his decisions but he was heavily influenced. It was evident when he did not nominate Abhinoor when he was initially in the favour of punishment. His journey was the same as Neelam's. Both are gone and there is no change in house dynamics

. I agree with you music is far more competitive than acting.
205