Originally posted by: Chingaari
GK ka phir samajh aata hai lekin idhar Bajaj bhi mann hi mann apne aap ko winner maan betha hai
Poor bajjo
Bajjo toh tanya ki tarha delulu world main jeeta hai..
Uske andar innocence hai, ladki flirt karti hai, brain uske pass hai, ladai ka sahin mudda wohi utahta hai.. ab in sab mein winner man lena konsi badi baat hai



165