Originally posted by: NINALOGY
Gk ky liye jo farhana ko dho dala woh toh ek daam fair haina.
Also unhoney tanya ki bashing karni thi bandook amaal py kandhey py rakh ky chalayi. Aisa koi bada kaand nhi kiya tha amaal ny iss week ky usko white washing ki zaroorat padhti. Makers usky sab sy bade dushman hain. Koi zaroorat hi nhi thi tanya ki bashing ki but amaal ko hatred dilwani thi iss liye bina baat ky tanya ko bash kiya.
@bold: kya kiya??
I am still watching the epi.



172