Mujhe laga tha Shobha ke aate hi Mihir apni laadli putri ko chod kar sagi beti ke pass ayega. Meri buri kismat. Agar aisa hota toh daayan ko apni asli aukaat pata chal jata. Kaash Shobha ne use do thappad laga diya hota.
Sahi kaha, Shobha aur Karan ko Mihir ke share mein sab se pehla haq hai. Un dono mein Mihir ka khoon hai. Daayan mein kisi ka bhi khoon nahi hai. Phir bhi kitna attitude dikha rahi hai. Chudail kahi ki
Maine aisa ehsaan faramosh insaan kabhi nahi dekha.
Mihir, ek ehsaan kardo. Aapki laadli ki shaadi Ran ke saath kara de. Bohot naach rahi hai. Usse zameen pe laana zaroori hai.🙏 Jitni ur rahi hai utni hi upar se girne mein zyada mazaa hai.
Hai to karan bhi tulsi ki sautan ka beta but after learning Mandira misdeeds, karan proved to tulsi's son only in all those years and always stood by her . He was always a pure soul , never did any wrong to anyone but yaha pari sirf mihir k dum pe hi itna Sab jar rahi hai . Mihir is a man with no brain
1.4k