Vaise hemant se kahin zyada accha waqil toh mujhe samne wala lag raha tha, hemant aur Mihir toh apna ghar samajh ke aaye the aisa laga mujhe, 😂. Also ye gujarati samaj kya gawahi de raha tha, inka case se na lena na dena kuch , Mihir ki badai karne aaye the kya😂
1.4k