Originally posted by: Kinginthenorth9
https://x.com/bb24x7_/status/1964703358650106232?s=46
Yeh kya kal ki episode mein saara din inho ne aapas mein lartey hue sab ko pakana hai? šš
https://x.com/bb24x7_/status/1964687815830315373?s=46
Abhi sirf do weeks hue hain and yeh housemates already chicken, pohe, puriyan aur ab rajma chawal pe lar rahay hain iske baad paani peene pe bhi lar lošš¤£
Pata nai kaise bhukkar is baar ghar aagaeye hain ya becharo ko aaj tak dhang ka khaana nai mila toh yaha show pe aake zyada hi bhook lag rahi hai šš


Kya rona dhona macha rakha hai?
291