Bina affair ke breakup wala ro li aaj Anu 🙄 badla liya isne do din se rone nhi diya kissi ne to aaj pura hisaab barabar kiya
Jhende ke pyaar ki jeet hui
Waise jhende ki pyaar aur sawaal se bhari nigaho ko Arya kaise ignore karta
Mujhe to chamber of secrets ke bahar gaana bajata parde udata besudh sa Arya pahuchta hai to maza aata hai
5