Rohit ki wicket ke baad maine mummy ko call Kiya toh mummy kehti mai khana bana lu Tab tk tu hanuman chalisa pdh hum jeet jaayenge, unka toh bas naam hi kaafi hai🙏Originally posted by: Vedika.Kapoor
woh kaafi powerful hai. aur kisi chiz ki sarurat nahi
32