Originally posted by: Maanbhira
Kuch bhawna ki kadar,kadardaan hi kar sakte hai.Warna duniya mein kayi bhawna hai jinke kayi matlab hai,un bhawnao ko kayi ki bhawna samjhti bhi hai,par woh bhawna samjhkar bhi nasamjh ban jati hai,un bhawnao ke aakrosh mein aakar woh bhawoom vyakti un bhawnao ko bhawna ki nadi se bhawnao ke samudra mein bhaha deta hai yahi sochkar ki uski bhawna bhi samne wale ki bhawna se mel khayegi or use uski bhawna samjh aayegi,par sansar mein aaj tak kisi ko kisi ki bhawna samjh nahi aayi hai,aaya hai toh dusto ki bhawna ke sath khilwad karna,ab itna hi likhna chahinga warna yeh hasi wali apki bhawna sadness mein naa badal jaye,isi bhawna ke sath alwdia didi
1.5k