Originally posted by: TrickyMind
NP tumne Deepika k season mai apni panauti nikali thi?
yeh kis line mai chale gaye the aap 😂😂 Maine toh uss ki wajah se woh season aadha dekh k skip kar diya tha ..
Nahi meri panauti to Shilpa ji ne kaati thi. Unko apni panauti ka ek vote kiya fir bhi jeeti.🤷
Uske baad to jisko support kiya wo jeeta
Maine bhi wo season skip kar karke hi dekha. Jab bhi forum me pata chalta ki kuch action hua hai to dekh leta tha
0