Originally posted by: anonymouse1
isko nikal diya phir bhi faltu nautanki karwa rahe, bilkul nhi jhela jaa raha, mein to jaa raha sone. kal dekh loonga kaun jeeta. abhi 1 hr aur chalega.
Aisa kaise
Ruk.....
Sab milke torture honge yahan
Kyunki spin-off : Kyunki rishton ke bhi roop badalte hain
MOORTI MADE 22.3
GANGOR INVITE 21.3
Why couldn't Genelia make it big?
Dhurandhar mayhem in North America and overseas!!!
S S Rajamouli posts on Dhurandhar!!!
Rakesh Roshan Kangana Praising Dhurandhar The Revenge
Originally posted by: anonymouse1
isko nikal diya phir bhi faltu nautanki karwa rahe, bilkul nhi jhela jaa raha, mein to jaa raha sone. kal dekh loonga kaun jeeta. abhi 1 hr aur chalega.
Aisa kaise
Ruk.....
Sab milke torture honge yahan
Originally posted by: Jayjaya79
Bechare Avinash ko shayad show dekhne ke baad hee pata chalega kaise Vivian ne usko ullu banaya. Woh soch ta tha ki game woh khel raha hain, pata chala usko abhi ki game uske saath hee hua hain.
Nahi usse bahut Pehle paata chal gaya tha. He didn't have an option to back off. Chipak gaya tha isse woh. Aur the nun ke ke bolne ke Baad bhi he didn't break off... Ulta he got more chipku with him.
Vivian payed his Trump card by not breaking off bond with Avinash after his wife left bbh. He maintained a Sacha Insaan, budhu wala image.
Amir toh chala gaya kam se kam 
Chahat ki doll ka shraap laga hai hum sabko 
Itne raat ko yeeh saab dekhna
Aaur itne raat ko voting karne hai đĽ´
Kyu kyu
Baas karo yaar

Amir - next season aap mein aur srk rahete hai bb19 Mein đđđ.
Isko dekh kar man karta hain isse gol gol chakri jaise ghuma doon bolega maaf kardo galti huyi.
Originally posted by: KunwaariDaayan
HR wala usually achha karta hai but aaj flop ho gaya Aamir mamu ke saamne.
ek hee baat bolni hai bas, 4 chavanni ghode pe aur .........................................................
vote for VIVIAN guys come on vote vote
Dress se toh lag raha hai kV winning black dress with golden trophy đ