Originally posted by: I_M_SultaN
munna saar ki saare khabre rakhta ha to sazishee
Nind nind main IF chala raha tha kal main. Khol ke dekha toh username Sultan dikha mujhe. Saala main page pe tap maar raha hoon aur khul nhi raha error 403. Fir dhyan gaya yeh toh vault open kare jaa raha hoon.
6.1k