Usko koi ye bhi bol de ki bhai Avinash tuje bech khaega for game tab bhi wo jaake KV ko hi gaali dega.Originally posted by: TrickyMind
Nouren, Kamya, farah khan, shrutika, shilpa sab ne same cheez boli hai Vivian ko
Aur vivian ko abhi bhi samaj mai nahi aa raha uss ko karna kya hai
6.1k