avinash medal se bhi sarha hua hai
ek baat to theek boldi sarcasm mein avinash ne k pehle vivian ka assistant keh rahe thay ab pata chal raha hai eisha ka assistant ban raha hun.
phir sarcastically kv ko keh raha hai k tumhe hi sab theek pata hai to tum hi bata do lol. bagga bhi rajat ko keh raha hai k kv ko bohat ziada pump nahi kia ja raha? rajat says haan. kisi ko hazam nahi hua aj ka wkw
yamini ko aqal hai. kashish ko bola us ne k one week hi praises mile hain last week to kv ki hi baji thi. ab baki sab bhi jal kar meeting kar rahe hain bahar is topic pe
sirf ek wkw hua hai and in logon ka yeh haal hogaya lol. yeh bhi baki gharwalo ko samjhaane k liye hi hua hai k koi or angles bhi banao. thori or koshish karo kuch karne ki. let's see if kv uchalne laga hai is praise k baad. pagla na jae bas 
