4 stitches lagayega aur hisab barabar 🤣🤣Originally posted by: Rainbow_Girl
Armaan ko chaku laga toh abhira doctor bann gayi ab Abhira ke liye armaan doctor banega toh kya problem hain??
Yeh dono ek dusre ke dard ka dawa hain (yeh alag baat hain ke dard bhi ek dusre ko yehi dete hain
)
1.4k