Originally posted by: I_M_SultaN
agar munnu jeeta tu tjhe block krdonga
Mujhe block kar dega? Kyun?
Ab kaha gaye tere gurde, jigar, kaleje waghaira? And phir keh raha tha punk aur main dar gaeye šš
🏏IPL 2026: Delhi Capitals vs Royal Challengers, 39th Match, Delhi🏏
Hogwarts Championship Year 2 (Sign up Open)
This actress has a 100% success record with all 3 khans
ABHEERA KI BETIYA 27.4
New Promo - Riyansh at SN - 27/04
Aamir Khan Cries During Ek Din Promotional Event
🏏IPL 2026: Punjab Kings vs Rajasthan Royals, 40th Match Mullanpur🏏
VIDYAs TRUTH 28.4
AI Chip in Bat🤣
Originally posted by: I_M_SultaN
agar munnu jeeta tu tjhe block krdonga
Mujhe block kar dega? Kyun?
Ab kaha gaye tere gurde, jigar, kaleje waghaira? And phir keh raha tha punk aur main dar gaeye šš
munnu prun main kuch bhi bolega abOriginally posted by: Kinginthenorth9
Mujhe tabhi pasand bhi aata hai itna unpredictable rehta hai ke bb pagla jaata hai šš
Aaj bhi sahi jalaya bb ko manara ko na nominate karke takint away the anticipated sympathy bb had hoped for šštabhi bb itna jala bhuna hua tha š

mujhe to ek hi baat ka dukh hai. aj mujhe mannara sahi lagi to kisi ne mera sath nahi dia 

Originally posted by: Kinginthenorth9
Mujhe tabhi pasand bhi aata hai itna unpredictable rehta hai ke bb pagla jaata hai šš
Aaj bhi sahi jalaya bb ko manara ko na nominate karke takint away the anticipated sympathy bb had hoped for šštabhi bb itna jala bhuna hua tha š
In that regard Munna is very unpredictableā¦iska kuch samj nahi aata and yeh kuch logic nikaal bhi leta hai. Ankita aur BB donon ki kafi jalli hui thi
punk bhi block hugaOriginally posted by: Kinginthenorth9
Mujhe block kar dega? Kyun?
Ab kaha gaye tere gurde, jigar, kaleje waghaira? And phir keh raha tha punk aur main dar gaeye šš

Originally posted by: Kinginthenorth9
Mujhe block kar dega? Kyun?
Ab kaha gaye tere gurde, jigar, kaleje waghaira? And phir keh raha tha punk aur main dar gaeye šš
Iski banda abhi lena shuru hi karta hai ke iska rona shuru hojata hai 
Originally posted by: I_M_SultaN
punk bhi block huga
Le dekh ke punk tera bhi confirm kar diya šš
Originally posted by: Kinginthenorth9
Mujhe tabhi pasand bhi aata hai itna unpredictable rehta hai ke bb pagla jaata hai šš
Aaj bhi sahi jalaya bb ko manara ko na nominate karke taking away the anticipated sympathy bb had hoped for her šštabhi bb itna jala bhuna hua tha š
unpredictable ka pata nahi per zehar zaroor lagta hai 
Munna waise donon ka khayal tou full rakhta hai..same dress bhi gift kiya. Thank god he didnāt mess up the sizes warna pakra jaata.
https://x.com/afficasm/status/1744597228843589727?s=46&t=TxKv5EH8jv8H4yMOCeQadQ
Halaal tareeke se equal treat kar eaha hai 
bhai tu lega lol š¤£Originally posted by: PunkIsBack0821
Iski banda abhi lena shuru hi karta hai ke iska rona shuru hojata hai
