wait what? Kal nazila ke paas return marna chahta tha aaj feelings for Ayesha . Cancel karo be iskoOriginally posted by: TrickyMind
Neil- Ayesha aayegi shayad..
Munawar - I wish woh aa jaye..
Neil- you really wish?
Munawar - yes..
🏏IPL 2026: Delhi Capitals vs Royal Challengers, 39th Match, Delhi🏏
🏏IPL 2026: Punjab Kings vs Rajasthan Royals, 40th Match Mullanpur🏏
Hogwarts Championship Year 2 (Sign up Open)
This actress has a 100% success record with all 3 khans
ABHEERA KI BETIYA 27.4
VIDYAs TRUTH 28.4
New Promo - Riyansh at SN - 27/04
AI Chip in Bat🤣
wait what? Kal nazila ke paas return marna chahta tha aaj feelings for Ayesha . Cancel karo be iskoOriginally posted by: TrickyMind
Neil- Ayesha aayegi shayad..
Munawar - I wish woh aa jaye..
Neil- you really wish?
Munawar - yes..
Wesy eviction toh iski unfair hi hai. Ankita, munni, abhifake aur isha ka raasta saaf kiya hai
Iss ne nikalte hi makers ki band bajana shuru kar diya 😂
Han yar thoda Sharam and emotions Hona Chahiye tha in logon mai
Originally posted by: MissBrownEyes
Mannara jhoothi he ek no ki
Kya kiya ab
Originally posted by: TrickyMind
Iss ne nikalte hi makers ki band bajana shuru kar diya 😂
Isky bhai toh already machaa rahy thy yeh bhi machaye ga
Originally posted by: TrickyMind
Iss ne nikalte hi makers ki band bajana shuru kar diya 😂
Bindaas bolta hai isey kisi ka darr nahi rehta bolte time...bas isi wajah se achcha lagta tah
Bb break mein aaj sar dard ki medicine ka advertisement a araha hai
Originally posted by: Chingaari
Bindaas bolta hai isey kisi ka darr nahi rehta bolte time...bas isi wajah se achcha lagta tah
BB ko bhaad main jaye taak bol diya tha
Kitna dimag lagana pada hoga k kaise Munawar ko include kare task Mai.. Baki sab flip maar sakte hai bas Munawar hi iss ka Naam le Sakta hai ..