Manku itne bakwas point la Rahi thi k Munawar Ko khud hi khud Ko defend karne aana pada 
Actress Sanchita Ugale Dies By Suicide
Bollywood is back!!!!!
In her own league. BBV marks 8th consecutive flop for Kangana
Gadar 3 starts next year
DANCING GIRL COVERED IN NCERT TEXTBOOKS
Manku itne bakwas point la Rahi thi k Munawar Ko khud hi khud Ko defend karne aana pada 
Manaara vs Rinku hona chahiye.. kafi entertaining hota hai woh..
Arun judge bol raha hai dimagh ka dahi ho raha hai ek ek karke baat karo
Vicky tooh joothe Bool raha hai Ankita ko 
Originally posted by: RockingSunny
Ankita and vicky are being good lawyers
They are fighting with each other ππ
Arun bol raha hai ek ek kar ke baat karo , dimag ka dahi ho raha hai.
Aoora ko yeh circus dekh k hassi aa Rahi hai.. Arun k hath se koi hathoda le lo .. bas wohi
patkaye ja Raha hai π
Originally posted by: TrickyMind
Manaara vs Rinku hona chahiye.. kafi entertaining hota hai woh..
Sach mein yaar interesting episode ho jata
Ankita ka rishta jaap suru
Manku ne toh ab tak 27+ times rishta word bol diya hai