Actress Sanchita Ugale Dies By Suicide
In her own league. BBV marks 8th consecutive flop for Kangana
DANCING GIRL COVERED IN NCERT TEXTBOOKS
Originally posted by: Neerasi29
Yar is Delulu Ananya ko koi line PE Lao...she looks awkward..kaha I thought her sister love will win over chachi ka sikhaya path
Aapni pair kurhali pe rakhna isse kehte hai
Mujhe ek aur show nhi chahiye 2 sisters 1 damad 
Udariyaan 3 generation, parineeti, suhaagan kya kaam hai ... colours ko kya maza aata hai yaar aaise triangle dikhane mein.
haan

Originally posted by: shrutiraina007
She is such a dhakkan.
Aur kya dhakke se giri. Mazza aa gaya
Mr. Mallik ka dard samajhne chali thi. Deva ne chup Kara Diya.
Deva ne Vasant kaka k paas bhej Diya 
Tara hoti to bahon mein utha leta
Mujhe ek aur show nhi chahiye 2 sisters 1 damad
Udariyaan 3 generation, parineeti, suhaagan kya kaam hai ... colours ko kya maza aata hai yaar aaise triangle dikhane mein.
I swear. Bepannah main bhi add karwa Diya tha.
They treated that show so bad, that I hadn't watched anything from Colors for so long.
Have come back with CJL.
Diya aab kya hoga ...iske baad bhi Tara Deva ko mandir kaise leke gayi main soch rahi hoon
he is like basant kaka badshah ko de dena laath mardega
Kahan na, ladki ko choone ke bahane dhoondhta rehta hai.
Bhakk, kya badla lega re ye

