Originally posted by: Renee.Clare
Ghanta, Munna fans itne bhi pyaar nhi karte ki Rinku ko vote karenge.
Uski khud ki behen to Anku Vicky ko support kar rahi..
Ager anku out hui to munna to parega
Usko apne game se zyada anku se dosti pe focus hai
I don’t like munawar especially for this reason k ankita ka bhagt banna hai
Kal ka task pe uska aim yehi tha k anku captain banay isiliye wo manara pe charh raha tha
pager zara sa muanwar main dam hota to openly ankita k against jata and game main maza aata 
 
 
 
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
  
  
  
 
  
  
 
 

 
 
  
 

 
 
  
  


 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
        