wo khud bhi toh aisi hi hai

I don't get the hype around Dhurandhar Returns
RISTA PAKKA 14.3
TRUST NAHII15.3
Sabse accha biological bacha kaun?
Dhurandhar 3
RGV Says Industry Is Jealous Of Yami And Aditya Dhar
Aamir Khan Finalizes Two Scripts
Happy Birthday Aamir Khan
Deal or No Deal Season 2 (Sign Up Open)
wo khud bhi toh aisi hi hai

Bb aa gaya bashaan dene 
Bb-munnu ki gaalte hai Saab
Haafte bhaar ka ration ekkk diin mai baat Diya 
Bb -munnu come in CR
aab Ankita ki audio Sun ayega 
Kahi Manara apni chingu hi toh nhiOriginally posted by: TrickyMind
Manaara ne KZ se friendship rakhna shuru kiya hai.. KZ ka evict hona toh Banta hi tha..Manaara wapas royegi meri ek aur friend Nikal gayi ..

Munawwar se kahin achcha toh mc stan tha 
Originally posted by: Chingaari
Kz and arun missed the golden opportunities to shine ...Arshi khan should give them coaching classes..
Mannara munawwar is super duper flop so is bb ka hukum ka ikka Neil
Neil hukum ka ikka? Yeh toh joker bhi nahin hain.
Stay safe aish đ Joke apaet., aish Ko WKav pe feedback milna chahiye toh hi iss k samaj Mai aayega k woh kuchh toh kar Rahi hai đOriginally posted by: Chingaari
Bas ab mein Aish ki wajah se bb dekhungi ...kaash ye aise dabang bani rahe
yehi le dooba use đOriginally posted by: Chingaari
KZ kuch na kare phir bhi i love to watch her dresses and face close up
Originally posted by: TrickyMind
Manaara ne KZ se friendship rakhna shuru kiya hai.. KZ ka evict hona toh Banta hi tha..Manaara wapas royegi meri ek aur friend Nikal gayi ..
manna? Ab chomu ko dekhna...kya devdaas banega
Bb-muje nahi lagta aap kabhi front foot paar kheel sakte hai
Munnu-dekh lena
Bb-8 weeks se dekh hi raha hu 


Munnu ki dhoooo raha hai bb 
BB ko bhi pata hain yeh Munna kuch front foot main khelna waala nahin hain. Dekh liya na isne Ankita ka audio clip dikhane ke baad bhi kuch nahin hua.