Originally posted by: TrickyMind
BB to Neil - Neil Aishwarya ko samaj mai aa raha hai na k kya prakriya chal rahi hai? K 5 minutes du samjane 🤣
Aish ne toh BB ko bhi suna diya- samaj mai aa rahi hai.. samjau kya aap ko bhi?
Aish toh bb ko attitude dikha rhi hai 🙄🙄🙄
RUDE. SNOB.
