Originally posted by: Rainbow_Girl
Sahiba ke isi habit se chid hain mujhe, she is always the obedient little sister to an always demanding/annoying seerat. High time she needs to come out of choti behen duties & show her authority as jethani. Behen behen monga house jakar khele, brar mansion mein sahiba should keep seerat in check.
But nahi milega dekhno ko
And fir this mu, I won't blame sahiba, woh dabke rahi under seerat because sahiba thought angad also likes seerat. She herself was treating her as the third angle toh agreeing to whatever seerat said was normal for any girl who is heart broken. Ab dekhte hain kya karegi sahiba, now that the mu is cleared.
Bas rona bandh kar de, dekh dekhke thak gaye hain. In simran track, sahiba ne ache se sunaya tha seerat ko, but jab baat khud ko defend karne ki aati hain toh bebas ban jaati hain, dusro ke liye lad leti hain, pagal hain yeh ladki 🤦♀️. Not a strong character I would say
sahib aaj jahan bhi khadi h apni khud ki wjaha se khadi h kyunki vo dusro ko khud ko torture karne deti h balme karne deti h or roti rehti h
Kon si obedient behen gulaam.zyada lagti h behen nahi ...
Kyunki behen marne par celebrate nahi karti
Seerat to apni family ko hi laat maar chuki h jab mongas ne khud hi bol diya ki seerat unki beti nahi to sahiba kon sa rishta nibha rahi h
Sahiab manbir k sath bhi aisi hi h bas rotlu bani rehti h
Sahiba apni halat ki zimedar khud h why she is expecting ki angad sath dega ya family kuch karye
Vo khud apne liye kuch kyun nahi karti kyun nahi bolti seerat to apne matlab k liye sab karti h yahan tak ki sach bahar aan ek baad bhi seerat khulkar blame kar rahi h sahiab ko
Kyun kyunki sahiab karne de rahi h
Bas sahiab k mu mein zubaan nahi h
Sahiba khud seerat manbir ko apni life control karne deti h to ismein khud bhagwan bhi kuch nahi kar saktey sahiba k liye
Koi kisi ki help k liye nahi aata apni help insaan ko khud karni padti h
Ek jaanwar bhi apni jaan bachane k liye aakhiri saas tak ladta h but sahiab vo to haari Hui baithi h rokar bas