Agar FL trp nahi laati to baar baar FL ki death dikhake trp high kyun kartye h makers
Angad jab hospital gaya tha hospital bed p tab kitan trp aaya tha mujhey yaad nahi shayd 1.4 angad k marn ese koi farak nahi padta 
sahiba ko task dekar trp ko 1.2 se 1.7 p kyun lekar aaye makers .
1.8 yaad h but 1.9 yaad nahi jo rumi ki psychopanti ka track se aayi
1.8 k baad yehi trp 1.6 or 1.5 par wapas aa gayi kya hua trp Audience ko angad k liye pyar khatam ho gaya kya hospital k baad haan shayd bhabhi Prem dkehkar 😂😂😂
Angad to show k start se h tab trp 1.2 kyun chali gayi tab angad ka ring pehenana trp audience ko acha nahi laga kya
Isliye baar baar sahiba ko Bali ka bakra banakar ussey task karwakar trp badha li
Sahiba ki death precap hi 2.0 bhi lekar aayi 😂😂🤣🤣
Audience ko bhi sahiab angad nd braro se dur ho chahiye phir cahhey uski death hi kyun na ho jaaye show mein trp tab badhti h jab sahiab brar house se dur rahye or bahbhiji sath mein
Trp ka credit content ko jata h jisko trp ki audience
Dekhti h mystery dikhana sasta crime show dikahna usey warna anagd to 4 Jan se TMD kar raha h but trp mahino tak 1.5 p atki rahi or yahan tak ki 1.2 tak chali gayi thanks to anagd ka seerat ji ko ring pehenana 
Sahiab ka psycho lover track is giving 2.0 but angad ki bhabhi love ne kya Diya h mahino tak sabko pata h 😂😂🤣🤣
Angad jab tak sahiba k liye duniya se nahi lad jata tab tak angad ko koi dekhta tak nahi h kyunki anagd bhabhiji k sath busy rehta h 😂😂🤣🤣
Tabhi to baar baar sahiab ki maut dikahyi jaati h taaki anagd bahbhi world se real world mein aaye or trp Audience ko ullu banaye jaaye 😂😂🤣🤣
Writer ka dhamekar precap nd content is giving trp not a single person agar ek akela show chala sakta to baaki characters ki zarurat hi kya thi show mein
Sahiba ki death kyun dikhayi jatai h sahiab ki kidnapping sahiab khatre mein psycho lover nd ML ka heropanti banney ka nautanki karna is giving trp
Credit puri team ko jata h or jahan tak mujhey yaad h 2.0 aane par puri team ko badhayi mili thi kisi ek akele ko nahi or pH ne sahiab se video banwaya tha iska