Chutki chutki , kitni bholi hai re tu, Ab yaad aaya k tu gussa hai
Ek to itne dino baad , baate ho rahi h . To Gussa kaun hi yaad rakhe , lekin bola to yaad aa gaya .
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
Chutki chutki , kitni bholi hai re tu, Ab yaad aaya k tu gussa hai
Ek to itne dino baad , baate ho rahi h . To Gussa kaun hi yaad rakhe , lekin bola to yaad aa gaya .
Originally posted by: Chinmayi18
Plz yaar bata de na
2 din se soch rahi hu kuch samjh nahi aa raha hai maine to kuch wrong comment bhi nahi ki yaha
Are aap ye kaun sa reason soch kar bethi ho , bush wala reason correct h
.
Batao mujhe aur Mansi di ko kaun mention karega , hum dono ko to ignore kar diya aapne 

Are chukti aur mansi di mera aur bush ka kuch alag hi topic chal raha tha jab maine use favorite bola
Aap dono naraz kyu hote ho waise to puri Chudail gang meri favorite hai in fact aap sab ke liye hi mai yaha hu
Originally posted by: Tia-life
Are aap ye kaun sa reason soch kar bethi ho , bush wala reason correct h
.
Batao mujhe aur Mansi di ko kaun mention karega , hum dono ko to ignore kar diya aapne
Janbujkar nahi kiya tha woh bas ho gaya
Bush ne mere suggestion par ymggk dekha aur mere sath discussions bhi kar rahi thi is liye use favorite bola tha
Phir bhi aap dono ko dil se sorry 🙏
Originally posted by: Chinmayi18
Are chukti aur mansi di mera aur bush ka kuch alag hi topic chal raha tha jab maine use favorite bola
Aap dono naraz kyu hote ho waise to puri Chudail gang meri favorite hai in fact aap sab ke liye hi mai yaha hu
Aapne kaha aur main maan gayi 🥰🥰
Vaise bhi naaraz rehna , mujhse na ho payega 

Ye Chudail gang meri bhi favourite h
Aur haa Jannat bhi 
Originally posted by: Tia-life
Aapne kaha aur main maan gayi 🥰🥰
Vaise bhi naaraz rehna , mujhse na ho payega
Ye Chudail gang meri bhi favourite h
Aur haa Jannat bhi
Chal achha hai tuzse mafi mil gayi ab bas Mansi Di se mil jaye to bat ban jaye 🤞
I am busy girls! Bush ko pata hai kyu! Aur chinu beta i am still angry! Iss baar Mai nhi bata rahi ke mai kyu gussa hu lekin vo Teri aur bush ki baat ko leke nhi hai
Originally posted by: Chinmayi18
Chal achha hai tuzse mafi mil gayi ab bas Mansi Di se mil jaye to bat ban jaye 🤞
Bhul ja 
Originally posted by: Chinmayi18
Janbujkar nahi kiya tha woh bas ho gaya
Bush ne mere suggestion par ymggk dekha aur mere sath discussions bhi kar rahi thi is liye use favorite bola tha
Phir bhi aap dono ko dil se sorry 🙏
Behno mein No sorry , No thanks 
Haa par ab Mansi di ko manane par focus Karo .Vo pata nahi kis baat par naaraz ho kar choo ho gayi h 
Originally posted by: Minhasmansi92
I am busy girls! Bush ko pata hai kyu! Aur chinu beta i am still angry! Iss baar Mai nhi bata rahi ke mai kyu gussa hu lekin vo Teri aur bush ki baat ko leke nhi hai
Thik hai to phir raho aap gussa
Ab jabtak aap khud muze tag karke reason nahi batati mai bhi chhup rehti hu